Baatein
Kuch baatein aapni chap, yun chod jati h!!Mein un zubani baaton ko jata rh hu !!
Jo yun hi mukazir kisi ko yun hi keh diya karte h!!!
Jinpe hum zara sa bh ilam nh lete h!!!
Bas use kisi bh tarah se bayan kar diya karte h!!!
Kabhi ashkon ka sahara liya,
Kabhi ruswa kiya,
Kabhi guftagu karni chahi,
Kabhi inhi nigahon mein Khud ke liye narazgi jani!!!
Kuch baatein yun hi Reh Jaya karti h!!
-Ramona
No comments:
Post a Comment